Song:- Shikayat
Key:- E
Chords:- E, B, C#m, F#m
Strumming:- D DU UDU
Tempo:- 140 BPM
E E
…Zakhm dil pe hain, davaa karo
C#m C#m
Aao milke rasmein mohabbat adaa karo
F#m F#m
…Kuch naa kar sako mere liye
B
To bas khwabo mein hi
B
mujhse mil liya karo
E E C#m C#m
Aa mil lo kahi mujhse….…
F#m F#m B
Ke umeedein kuch baaki hai meri
B E
Tumse na jaane hasrat
E C#m C#m
hi rahi ho tum meri…...
F#m F#m
Ke shayad ye din aakhiri ho
B B
…Hum khwahish mein marr jaye
E E C#m C#m
Aa mil lo kahi mujhse…....
F#m F#m B B
Ke ummidein kuch baaqi hain meri tumse
E E
…Le chalo wahan mujhe
C#m
Main dekhta hoon aasmaan
C#m
mein bhi ab tujhe
F#m F#m
Dekha ek roz taara toot ke gaya
B
Maangi bhi duaayein,
B
par haan tu nahi mila
E
Woh aaya hi nahi
E
jo ek dafa gaya
C#m
Woh door itna ho gaya,
C#m
main dekh na saka
F#m
Hai dhoondhta wajah
F#m
ab dil yeh bewajah
B
Hai toota is tarah se dil
B
ke phir nahi laga
E
Toh aa milo kahin,
E
oh, mere humnasheen
C#m
Main ab bhi hoon akela,
C#m
yeh tu samjha kyun nahi?
F#m F#m
Wajood dillagi ki aarzoo nahi
B
Mohabbat toh wahi
B
hai jo ke milti hi nahi
E
Mohabbaton mein jhoom loon,
E
main kya karun bata
C#m
Main mubtila gham mein
C#m
ya main gham ki hoon dawa?
F#m
Main baddua hoon, ya dua hoon,
F#m
ya main hoon saza?
B
Ab tu bata ke main hoon
B
ya phir tu hai laapata, tu bata
E E C#m C#m
Laa….aapata ho gaye..…
F#m F#m
humare liye tum
B
Itna chaaha ke tum
B
bewafa ho gaye
E E C#m C#m
Jaana..aa, bhoolna tha tumhein..nn,
F#m F#m
Khuda ki qasam..mm
B B
Haath jab bhi uthe, tum dua ho gaye
E E
Honthon pe dua hai, waqt tham nahi raha
C#m
Tu na mil saka,
C#m
tu bas nazam mein hi raha
F#m F#m
Duniya ki mohabbaton ne sab badal diya
B
Tera gham ajeeb hai,
B
woh wahin ka wahin raha
E
Bhoolna main chaah raha tha
E
tujhko is tarah
C#m
Na teri jagah koi ho,
C#m
na ho tu wahan
F#m F#m
Ab teri talash mein pata chala mujhe
B
Tumse hi shuru hai raat,
B
tumse hi subah
E E
Tu mil gayi toh ja milegi zindagi mujhe
C#m C#m
Jo tu nahi toh chahiye kuch nahi mujhe
F#m F#m
Khwaab, tu ehsaas, tu hi raat, tu subah
B B
Kaat dunga zindagi main dekh ke tujhe
E
Dekh le mujhe
E
Yeh kat rahi hai
C#m
zindagi ab dekh ke tujhe
C#m F#m
Toot hi gaya hoon, tu samet le mujhe
F#m
Samet le mujhe,
B B
kahin bikhar na jaaun main…..
E E C#m C#m F#m F#m B B
Ha..aan haa…aan haa…aan haa..aan
E E
Toh aao na..aa
C#m
Mere aansu ko pochho
C#m F#m F#m
aur phir se rulaao mujhe…..
B B
Mera sab kuch hai tere liye
E E
Toh aao na..aa
C#m
Dil ki baatein karo
F#m F#m
aur phir se sataao mujhe
B B
Mera sab kuch hai tere liye
